Shambhu Sutaya
Shambhu Sutaya (《舞池争锋》电影插曲) - Sachin Jigar/Shankar Mahadevan/Vishal Dadlani
Written by:Sachin Sanghvi/Jigar Saraiya/Mayur Puri
Riddhi siddhi vriddhi hoti
Haan tere hi aane se
Aur sundar ye shristi hoti
Haan tere hi aane se
Morya morya
Mann ke andhere kone mein
Jo daanav chhupa hai moreya
Uspe hi jay ho to digvijay ho
Teri tarah morya
Ganpati bappa morya
Pudhchya varshi lavkar ya
Laakh koi de hunkaare
Laakh koi dhamka le
Ho ho hum teri raahon pe chalte
Hum nahi rukne waale
Mera deva devon ka devta
Maaza deva devon ka devta
Per rukne naa sar ye jhukne naa dega
Morya re morya ganpati bappa morya
Shambhu sutaya shambhu sutaya lambodaraye morya
Manya re bappa morya
Ganpati bappa morya
Devaa ho ho
Sajjan ki aas durjan ka naash
Tu kaisa bindaas hai raja
Tu kaisa bindaas hai raja
Teri ho pooja phir koi dooja
Tu sabka vishwas hai raja
Tu sabka vishwas hai raja
Yun sabhi devon ke aage ye sar jhuka hai morya
Par apna hai tu ghar pe humaare aaya hai morya
Morya re morya ganpati bappa moyra
Shambhu sutaya shambhu sutaya lambodaray morya
Manya re bappa morya
Ganpati bappa morya
Gan gan ganapati gajmukh mangal
Ghit ghire ghit ghire ghit ghire
Thoon thoon
Tat tat thayee tha
Jai jagvandan vakra tund daani daata
Vighan haran shubh karan dhagina dha
Vighan haran shubh karan dhagina dha
Vighan haran shubh karan dhagina dha
Dhoom kite dhoom kite
DhaDhang dhadhang dhagina dha
DhaDhang dhadhang dhagina dha
DhaDhang dhadhang dhagina dha
Morya re morya
Ganpati bappa morya
Morya re morya
Ganpati bappa morya
Shambhu sutaya shambhu sutaya lambodaraye morya
Manya re bappa morya
Ganpati bappa morya
Hey jal mein thal mein
Shristi sakal mein
Van mein rann mein kan kan mein
Taru mein tran mein gaj mein gana mein
Morya hai har mann mein
Hey rang ki dhaare ras fuhaarein
Chhal chhal chhalke sarjan mein
Tej hai bal hai shakti prabal hai
Morya ke darshan mein re bappa
Morya ke darshan mein re deva
Morya ke darshan mein hey
Morya ke darshan mein ho