Woh Ladki Jo
Kahi.n zhulf ka badal o ho,
Kahi.n rangili aachal aa haa,
Kahi.n hoat gulabi o ho,
Kahi.n chaal sharabi aa haa,
Kahi.n aankh lagadi o ho,
Kahi.n jism ki khushboo aa haa,
Kahi.n narma nigahe.n o ho,
Kahi.n gori bahe.n aa haa.
Haa yaha.n kadam kadam par lakho.n haseenaye.n hai
Hum magar yeh dil ka tofa dene oosai aaye hai
Woh ladki jo sabse alag hai

Kitne hi jalve hai,
Aankho.n mei.n ghoomti hai jaise chandni,
Kitni hi hoo baatei.n hai,
Kaano mei.n ghoolti hai jaise raagini,
Yeh chale jaise zaraa balkhaake,
Woh chale jaise zaraa ithlaake,
Yeh mile jaise zaraa sharmaake,
Woh mile jaise zaraa iteraake.
Haa yaha.n kadam kadam par lakho.n haseenaye.n hai
Hum magar yeh dil ka tofa dene oosai aaye hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Gulshan ki hai woh kali,
Jo sare phoolo.n billkul hai judaa,
Kya kahi.n yeh hoo dekha hai,
Een aankho.n ne aisa roop kya.
Kya ajibsi taazagi hai,
Kya hasi.n si saadagi hai,
Kya ajibsi dil kashee hai,
Kya hasi.n si dil balee hai.
Haa yaha.n kadam kadam par lakho.n haseenaye.n hai
Hum magar yeh dil ka tofa dene oosai aaye hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Haa yaha.n kadam kadam par lakho.n haseenaye.n hai
Hum magar yeh dil ka tofa dene oosai aaye hai.